Urdu shayri  waqat

Urdu shyri . waqat


Assalam walekum aaj aap ke saamne ek nayi Urdu shayri waqat ley Kar hazeer hui hoon,,,

Urdu poetry readers and my lovely frdzzzz,,

Phlye Tu ap sab Ka bahuuuuuuut shukriya Jo ap sab ne MERI gazal,s Urdu poetry aur nazam KO like Kiya aur mujhe aur Accha likhne ki inspertion Di,,,aur main Pori khushis karongi ke aap sab ke ley acchi Urdu shyri Ka collection laati rahoongi insha'Allah,,

  AJ main ne Kuch beautiful thought likhen Hain Jo aap sab ke saamne paish kr rahi hoon,,

MERI gazal Ka unwaan hai..(waqat.)

         {Waqat}

Kal mulaqat hui mere guzree wqt se,,,

Us ne haal poucha hum se kaise ho miyaan,,

Hum ne nazar jhukaa li aur kahaa,,

Gaye ho jab se tum humko,,

Chudh kr mayus rehte Hain tab se,,

Alfaaz aise sun kr wo  huwa hairaaan 

Poucha kya huwa,,

Kya batayen ap ko , kyaaaa Ru baru krwayen halaat se,,

Wqat ne Jo dhyaaaa hai sitam  sab gayeeee chudh Kar,,

Na kaam ayi duwlat,na shurat ,na humariii himmat,,

Haaar Kar baith Gaye hum twww Zindagi ke halaat se,,

Log sachhh kahteee Hain waqat nahiii hotaaa humensha

Yakasaan ,,

Kadar Kar lo jab Hoti hai tumhare pass khushiya hiii khushiya,,

Zayadaaa ki chaaa mein hum ne khuuu Diya Jo thaaa humare passss,,

Ab pachtaye kyaaaa Hoga kahe Gaye kabeer dasss,,,,

Umeed Karti hoon ke aap sab KO Urdu shayri  gazal waqat Pasand ayi hoogi use share zarur Karen aur apni Rai comments box mein zarur den,,,aur ISI tarha MERI Urdu shayri ki website se judhe rahen