Urdu gazal (aitabaar)

   Urdu gazal (aitabaar),,

💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞
Urdu gazal (aitabaar)


  Assalam walekum and hello ,,,

"welcome to sameena,s urdu poetry" everyone Urdu poetry readers and my lovely frdzzzz kaise hain aap sab umeed Karti hoon ke aap sab acche honge,,,

Aaj main aap sab ke ley ek bahut hi payri sii gazal likhi h Jo aap sab ke saamne paish karoongi us se phly aap se Kuch khena h mujhe ,,,

Aculty mujhe comments box mein Kisi ne poucha ke aap kab se poetry and story writing kar rahe ho,,,unko tw main ne unka answer de Diya but

 ISI Baat se mujhe Kuch acchi sii Baat Yaad ayi tw soucha ke aap sab ke sath share Karo ,,kuy is Baat se main ne sabak sikha hai wo aap ke BHI kaam aye,,,


Hum sab ne bachpan mein Raat ko sote waqat khaniya tww zarur suni hogi naani daadi mummy Papa se ,,,

ISI par ek bachpan Ka kissa Yaad Aya main jab sote waqat Ammi se kahni sun Kar soti thi ,,tw Ammi ne mujhe ek kahni sunai  ek 🐜 ant ki Jo dewaar se Baar Baar ghirti h aur phir chadhni khushis krti hai..

Aur kaii Baar khushis Karne ke BAAD akhir kaar khamiyab ho jati hai ,,,phly din main ne kahani suni aur so gayi phir dusre din phir Ammi ne yahi kahni sunai ,, main chup rahi soucha sayad Ammi kaam kr ke thak gayi hoongi ISI ley shyad phir wahi kahni sunai ,,,teesre Raat phir Ammi ne phir wahi kahni sunana shuru Kiya ab Mera sabar jawab de Gaya main ne Ammi se bade hi irritating andaaz mein


Poucha kya Ammi AJ phir wahii kahani 3 din se yahi suna rahi h kuy ,,

MERI ye Baat sun Kar Ammi muskurai aur Kaha accha ye batoo tumhen ye kahani Yaad hogayi h aur kya sabak liya ,,,

Main ne Kaha Haan 🐜 ant Baar Baar ghirne par BHI apni khushis jaari rakhti hai aur wo akhir main khamiyab ho jati hai,,,

Ammi ne Kaha is Baat KO humesha Yaad rakhna ok ,,,

Us Baat ki ahmiyat aur MATLAB mujhe aaj samj Aya  ,,",ye thi Zindagi ki tayyari "

Ye khani sun Kar aap KO Kaisa laga mujhe comments box mein zarur batayen,,,,cheley ab chlte Hain MERI gazal ki tarf ...

Gazal ( Aitebaar)


Ek Baar aitebaar Kar lu naa  humaraaa,,

Tu hi hai jahaan mein mujh KO sab se payara,,,

Lafuzu mein sabit kaise Karun mahobbat,,

Kaho tw haathun mein Rakh Doon laa ke taraaa,,,

Haath thaam Kar CHal do naaa mere sath Umar Bhar ,,,

Sanum mujh par Kar do na ye ahsaan khudaaraaa,,,

Adhura saaa Lagta hai tumhare bagair Mera wajud ,,,

Apnaaa kee mujh KO karrr do na puraaa,,,

Baandh lo mujh KO teen lafz bol Kar ,,,

Cheeen na paaye zamana Kabhi mujh se tum KO dobaraaa,,,


You can also read my blog poetry..https://sameena13.blogspot.com/2019/05/urdu-nazam.html?m=1


Post a Comment

1 Comments

Plzz leave a comment and any suggestions