Urdu gazal (gareeb)

Assalam walekum and hello everyone welcome to "SAMEENA,S URDU POETRY" 

aap sab kaise hain umeed Karti hoon ke acche honge phlye Tw aap sab Ka bahuuuuuuut saaraaaaà shukriya Jo aap ne MERI gazal,s KO bahut Pasand Kiya aur mujhe ijjat bakhshi ,

,,aur umeed Karti hoon ke aage BHI ye silsila jaari rehega insha'Allah,,,

Aaj main aap sab ke ley ek nayi gazal (gareebi) layi hoon is KO lekhne ke peeche ek thought hai Mera Jo main aap sab ke Saath share Karna chungi ,,,

Hum aksar allha ki naymat se na Khushi Ka izhaar karte hai,,ISI ley humasha bechain aur  na umeedi Ka shikaar hote Hain ,,,

Duniya jeene ke ley jitna paisa zaruri hai uthni hi rishtun se mahobbat zaruri hai,,,

Main ne Kahi I padha tha ke aaj kal log Jo shebe haseeyat hote Hain agar unse koi payar se unka haal hawaal BHI pouch ley tw unhe Lagta hai ki shyad us insaan KO us se koii kaam h ,,,aisi souch ki wajha se wo us mahobbat aur Apne pan se mahrum rehte Hain,,,

Wahin agar hum Kisi gareeb se ye salooq Karen tw wo khus HOTA hai uski nazar mein humare ley ijjat aur mahobbat dono badh jati hai,,,ISI ley insaan KO us ke status se judge na Karen,,,kissi ne khub Kaha hai ,,agar rishtun ki sacchi dekhni ho tww Apne bure waqat mein logo KO aazmaoo Dekho pata lag Jayega ke kun sath deta aur kun Saath Chur deta hai ,,,,

Ab chlte Hain MERI gazal ki tarf umeed Karti hoon ke aap sab KO Pasand ayegi insha'Allah agar Pasand aye tw use share zarur Karen aur apni Rai comments box mein zarur den 💐💐💐💐🌹

Urdu gazal (gareebi)


Urdu gazal (gareebi)

Urdu gazal (gareebi)

Jab hum gareeb the twww kitane acche theeee,

Jaib se the khali par sacche theeee,,

Chutaa thaa makaan Mera par Dil ke aalii theee,

Sacchiii mahobbat aur rishtun ke maali thee,,

Kabhi fursat hiii nahiii Mili udaas honee kiii,,,

Humesha Saath hote thee choti choti khusiyan ke meleyy the,,,



Eid Diwali aur Holi mein yaroo ke Saath hum Joli mein,,,

Moojh masti ke hum tww hum niwale thee,,,

Kyaa jaane mazaaa ye badi gaadhiyun mein ghoom ne wale ,,,

Zindagi ki mushkilen KO hum tww tufaanu ke paalee thee,

You can also read my blog poetryhttps://sameena13.blogspot.com/2019/05/urdu-gazalzindagi.html?m=1

Post a Comment

1 Comments

  1. Umdaa janiiii
    Beautifully described this bitter fact of our society through ur words👌👌👌

    ReplyDelete

Plzz leave a comment and any suggestions