Urdu poetry (TAMANNA HII RAHII)

Assalam walekum and hello everyone Urdu poetry readers and my lovely frdzzzz welcome to "SAMEENA,S URDU POETRY"

Aap sab kaise hain umeed Karti hoon ke aap sab khair se honge...Aaj main aap sab ke ley ek nayi gazal laayi hoon aur umeed Karti hoon ke aap sab KO Pasand ayegi insha'Allah agar Pasand aye tw use share zarur Karen aur apni Rai comments box mein zarur den 💐💐💐


MERI gazal Ka title hai... TAMANNA HII RAHII..

Jab main ye gazal likh rahi thi tw mujhe ek incident Yaad Aya Jo main aap sab ke sath share Karna chungi ...


Darasal ye incedent MERI bachpan mein huwa tha .. main mere abbhu ke Saath Apne daadi daada ke village gayi hui thi... wahaan main aur mere czn  khel rahe thi tabhi MERI nazar ek ladhki par padhi  phlye Tw main ne for Nahi Kiya tha par jab main ne do teen dafa Dekha tw mujhe ajeeb SA laga  🤔

Wo ladhki ek 🌲 tree ke neeche baithi thi aur uska pora dhyaan samne class mein padhae jaa rahe lesson par tha Jo wo gor se sunti aur phir khud BHI repeat Karti ,,,aur metti ki zameen par lakhdi ke tukkhde se likhne Lagti ...

MERI samjh Nahi Aya ke wo ladki class ke Ander ja Kar kuy Nahi padhti,,,🤔

Main Uske pass gayi aur us se poucha ke tum yahaan kuy baith Kar  padh rahi ho...

Tw usne Kaha ke use padhne Ka shuq bahut hai par wo school Nahi jaa skhti ,,

Main ne poucha kuy ,,,

Tw us ne Kaha ke us ke Ghar wale kahte hai ke ladhikyun KO padhne ki zarurat Nahi Hoti unhe aakir Cholha chukha hi Karna HOTA hai..

Ye Baat sun Kar mujhe bahut bura laga ..

Main ne ye saari Baat abbu KO batayi phir abbu ne mujh se ke tum pareshn na ho main Baat karta hoon us ladki ke father se ,,,

Pata hai aaj wo ladki usi school main aaj teacher hai,,,JB BHI use wahan dekhati hoon badi khusi Hoti hai mujhe ,,,,

Bus aap sab se MERI yahi guzarish hai ke  ladke aur ladhki dono ko education hasil Kar ke ek bahtar Zindagi jeene Ka haq hai,,,

Ab chlte Hain MERI gazal ki tarf...

Gazal ( Tamanna hiii rahi ) 

Tamanna hiii rahi aasamaan par udhne ki,,

Apni marziii ki zameen chunne ki ..

Tez hawaoon ke Saath bahetey rahee..

Humen ijazat hii Nahi thi rukhne kiii..

Woo azaadi Ka  jashan manaate rahe ..

Aur humen sazaa suna dii gayi kayeed khane kiii..

Padh padhaati rahii lauuu umeed kiii,,,

Khamoushiyan shur machaatii rahi zamaane kiii..

Tanha akhir kab tak chalti rahogi sameena..

Baagi Bana degi tumhen ye hawaaa zaamane kiii.

You can also read my blog poetryhttps://sameena13.blogspot.com/2019/07/urdu-gazal-aitabaar.html?m=1

Post a Comment

3 Comments

Plzz leave a comment and any suggestions