Assalam walekum Urdu poetry readers and my lovely frdzzzz welcome to S"S Urdu poetry"
Aap sab kaise hain umeed Karti hoon acche honge AJ main ap sab ke ley ek nayi gazal likhi hai,,Jo aap sab ke nazar karoongi comments box mein Kisi ne farmayish ki thi ke ek broken heart par ek beautiful si gazal likhen Tu leejey aap ki farmayish aaj Pori kardi main ne and I hope ke aap sab KO Pasand ayegi insha'Allah agar Pasand aye tw use share zarur Karen aur apni Rai comments box mein zarur den 💐💐💐
Aur MERI gazal,s KO apni payar dete rehen ,,,🌹💓
Gazal,,,(. Bure ho tum)
Tum acche ho ye kis ne kahe Diya ,,,
Bure hum BHI nahii thee is ley sahh liya,,,
Tum roz thukar maarte rahe MERI mahobbat KO ,,
Seel ke khamoshi se labun KO ye zulm BHI sahh liya,,
Ghuthne laga thaa dam Mera mahobbat ki kabar ghaa mein ,,,
Khudh kafan pahena ke mahobbat KO rukhsat Kar Diya,,
Aankhun mein chubhte Hain khwaab kaanch ki tarha ,,,
Hello everyone Urdu poetry readers and my lovely frdzzzz welcome to "SAMEENA'S URDU POETRY".���� this is my blog where can you find ,,,my name is sameena a dargaand this blogto Urdu poetry,s like Urdu shyri,Urdu rumantic gazal,s Urdu sad poetry, urdu motivational poetry,Urdu heart teaching gazal,s ,Urdu nazam and many more,,
I am Urdu poetry and sort story writer ,,
My email id is sameenadarga786@gmail.com ..
1 Comments
Wah.. Masha Allah
ReplyDeletePlzz leave a comment and any suggestions