Urdu motivational (tum kun hote ho)




      Assalam walekum and hello everyone,,, Welcome to "SAMEENA S URDU POETRY"

Rumantic shayri,,

Sad shyri,,

Broken heart 💔 shayri,,

Emotional shayri,,

Motivational shayri,,

Dard bhari shayri,,

Gazal,s and mhobbat wali shayri and Hindi shayri,,ishq wali shayri,, social issues par shayri ,,dard shayri,, 

     Aap sab kaise hain umeed Karti hoon ke aap sab acche honge,,aaj main aap sab ke ley ek nayi gazal likhi hai aur MERI gazal Ka title hai (tum kun hote ho)phlye main aap sab KO is gazal ke baare mein Kuch BATA doon ,,,MERI gazal (tum kun hote ho) girl,s child ke topic par base hai is se phlye bahut se platforms par is topic par Baat Hoti rehti hai aur sab ne apni apni Rai de hai ,,, main is topic par mazeed bahes ya bhasan Nahi dena chahti lekin ek Baat zarur kahoongi ke samaj mein badlaao tabhi ayega jab khud auraten Apne bachun KO bachpan se hi girls ki respect krna sikhayengi aur khud BHI apni izzat karenge ,,,ek bahen ke rup mein ho ya MAA, Bhabhi,bahu,SAAS beti ke rup mein ho ,,,

Bus ek ek kadam badhene ki zarurat hai karwaan khud ba khud banta chla jayenge ,,,,ISI umeed ke Saath chlen aage badhte Hain MERI motivational Gazal(tum kun hote ho),,,


 Urdu motivational Gazal (tum kun hote ho)


    Urdu motivational Gazal (tum kun hote ho)

Tum kun hote ho mujhe bura kahene wale ,,

Be wajha  tanz se mere daaman ko bharne wale,,,


Ye MERI Zindagi hai mujhe Apne tareeqe se jeene do,,,

Tum kun hote ho mujhe Sahi galat batane wale,,,


Mujhe ladki hone Ka taana kuy deyte ho,,

Tum kun hote ho MERI kamzuriyan ginane wale ,,,

MERI har  Baat par aitraaz hai tum KO,,,

Meri azaadi ,libaas MERI Raye par muhar lagane wale,,,


Jab khud khuda ne mujhe bakhshi hai izzat,,,

Phir tum kun hote ho MERI izzat KO bazaar mein uchaalne wale,,,

You can also read my blog poetry...https://sameena13.blogspot.com/2019/07/urdu-poetry-gazal-bahaadur.html?m=1

Post a Comment

2 Comments

  1. Congrats!Q I havge been moved by your motivational poem. WE in Yangon hold a regular weekly mushaira on Saturday and we are also holding an annual mushaira this coming 14th Dec. I want to recite your poem in our mushaira function.

    ReplyDelete
  2. Educate the girl educate the world . Good thought.

    ReplyDelete

Plzz leave a comment and any suggestions