Urdu emotional gazal (jahez)

Assalam walekum Urdu poetry readers and my lovely frdzzzz welcome to SAMEENA S URDU POETRY,,,

Rumantic shayri,,

Sad shyri,,

Broken heart 💔 shayri,,

Emotional shayri,,

Motivational shayri,,

Dard bhari shayri,,

shayri,

Rumantic shayri,

Love shayri,

Broken heart shayri 💔,

Dard bhari shayri 💘

Motivational shayri ✍️

Emotional shayri 😭

MAA ki duwa wali shayri,,

Aankhein Shayari,,

Duwa shayri,,

Dil ki Shayri,,

Alone shayri,,

Hurt shayri,,

Feeling shayri,,

Freindship shayri,,

Inspirational shayri,,

Nafrat shayri,,

Sad shyri,,

Mhobbat wali shayri,,

Hindi shayri,,

Shayri in English,,

Gazal,s and mhobbat wali shayri and Hindi shayri,,ishq wali shayri,, social issues par shayri ,,dard shayri,, 

     Aaj phir ek Baar main aap sab ke ley ek nayi gazal laayi hoon,, Urdu emotional gazal"jahez"aur umeed Karti hoon ke aap sab KO Pasand ayegi insha'Allah agar Pasand aye tw use share zarur Karen aur apni Rai comments box mein zarur den,,,

Ise pahlye ke aap sab ke saamne MERI gazal" jahez" paish karoon is ke mutalik Kuch baten aap sab ke Saath share Karna chahti hoon ,,,
Mujhe kaafi din se Kuch mere frdzzz request kar rahe the ke main is topic par Kuch likhun aisa Nahi ke is issue par Kisi ne Nahi Likha baalke kaafi saare log akhsar is topic par Baat Kar chuke hai aur bahut Kuch Likha BHI hai ,,,bus main BHI Kuch is topic par apni khyalat aap sab ke saamne rakhna chahti hoon,,,aur umeed Karti hoon ke  iska Kuch tw asar Kisi na kisi reader par Hoga ,, ,
Wo kahete hai na ke ek ek kadam badhane se hi karwaan banta hai,,
Chaley ab chlte Hain MERI gazal emotional gazal "jahez"





Emotional Urdu Gazal,,jaheez

Hazaarun khwahise saja ke bhaite Hain,,,

Armano ke charaagh Dil mein jala ke bhaite Hain,,

Dahleez par kadhe takhte Hain  raah unki,,,

Wo aayenge ek din umeed laga ke bhaite Hain,,,

Saja ke gharunda apna basaa ke khushyun Ka jahaan,,,

Wo ley ke baaraat aayenge,sahera saja ke bhaite Hain,,

Kahin gareebi lut na ley humari armaano ki bashtiii,,,

Jahez ki laanat se daaman bacha ke bhaite Hain,,,

Is laanat ne lute Hain kaiii dulhanu ki khushiyan,,,

Is KO khatam Karne Ka musamam iradaa ley ke bhaite Hain,,,


You can also read my blog poetryhttps://sameena13.blogspot.com/2019/07/urdu-poetry-jeena-shikha-diya.html

Post a Comment

1 Comments

  1. Hi there, its pleasant post on the topic of media print, we all know media is a impressive source of information.

    ReplyDelete

Plzz leave a comment and any suggestions