Sad Urdu gazal Delhi jalti rahi

         Sad Urdu gazal,,, Delhi jalti rahi,,,

   Assalam walekum and hello everyone URDU shayri readers and my lovely frdzzzz,,,

Welcome to Sameena"s Urdu poetry,,,



Rumantic shayri,,

Sad shyri,,

Broken heart 💔 shayri,,

Emotional shayri,,

Motivational shayri,,

Dard bhari shayri,,

Gazal,s and mhobbat wali shayri and Hindi shayri,,ishq wali shayri,, social issues par shayri ,,dard shayri,, 

       Aaj main aap sab saamne ek Baar phir hazeer hui hoon apni nayi sad Urdu gazal ley Kar ,,,jis Ka title hai,,

   Sad Urdu gazal" Delhi jalti rahi"

     Aap sab jaante Hain ke Delhi mein kya ho Raha hai ,,,news paper TV channel,s par har tarf bus yahi dekhaya aur bataya jaa Raha hai,,,jise Dekh Kar aankhen BHI nam ho rahi Hain hum sab ki ,,,aisa koi insaan Nahi is Jo Delhi wali ke dard KO mahsus na Kar saka Hoga ,,,humare desh KO Kisi ki nazar lag gayi hai,,,Jo ye sab ho Raha hai,,,humesha mil jul Kar Saath rehne wale hum Hindustaniun KO dharam ke naam par baantha ja Raha hai,,, bachpan se dekhte aaa rahe Hain ,,hum sab ek Saath har festivals manate Hain ek dusre ki har khusi ko gum KO Saath baanta hai,,,har mushkil mein ek dusre Ka Sahara bane hai,,,

Tw ye kun log Hain Jo humare beech mein ye duriyan baida Kar rahe Hain,,, Delhi mein Jo Kuch BHI huwa use Dekh Kar saara desh hairaan hai aur dukhi BHI ,,, main ne BHI us dukh aur ahsaas KO apni U"sad gazal Delhi jalti rahi"

Mein bayaan Karne ki khushis ki hai ,,,

     Urdu sad gazal ,,Delhi jalti rahi"



Sad Urdu gazal Delhi jalti rahi


        Urdu sad Gazal jalti rahi Delhi,,,

Jalti rahi Delhi aur tamasha dekhte rahe log,,,

Ruti rahi insaaniyat aur buth ban Gaye log,,,

Sad Urdu gazal Delhi jalti rahi



Dharam ke naam par phir baanth Diya insaaniyat KO,,,

Hindu Muslim ke naam par kathte rahe log,,,

Laga Kar aag bastiyun KO Khush hota Raha Shaitan,,,

Insaaniyat ke mayaar se Yun ghirte rahe log,,


Batoo kis mazhab ne shikhaya hai Yun katal e aam Karna,,,

Laashun par khadhe ho Kar kis dharam KO bacha rahe log,,



Soucha Nahi tha Kabhi hum aisa BHI manzar dekhenge,,

Apno ke haathun se apno Ka khoon Kar rahe log,,,

You can also read my blog poetryhttps://sameena13.blogspot.com/2019/05/urdu-nazam.html
Sad Urdu gazal Delhi jalti rahi


Post a Comment

2 Comments

Plzz leave a comment and any suggestions