Assalam walekum and hello everyone well come to SAMEENA,s Urdu poetry,,,
Aaj main phir ek Baar aap sab ke saamne ek nayi Rumantic gazal (JAB BHI) ley Kar hazeer hui hoon aur umeed Karti hoon ke aap sab ko Pasand ayegi insha'Allah aur Gar Pasand aye tw use share zarur Karen aur apni Rai comments box mein zarur den,,,
MERI poetry,s KO like karene ke ley aap sab Ka bahut bahut shukriya frdzzz aur main umeed Karti hoon ke aap sab aage BHI mere Urdu poetry blog ke Saath aise hi judhe rahenge aur khub payar denge insha'Allah,,,
80k tak SAMEENA,S URDU poetry KO viwes Dene ke Dil se aap sabhi Ka shukriya,,,
Aap sab KO yahaan par har emotions par sahyri read karene milegi Mujhe aur acchi Urdu shayri,
,
You can read more beautiful shayri here ,,,
Aur ab chale chalte Hain MERI Rumantic gazal ( jab BHI) ki tarf,,,
Rumantic gazal (jab BHI)
Jab BHI tuj se Baat Karti hoon,,
Tere khayalun mein ulajh ke reh jaati hoon,,
Tere uljhe huwe sawaalun ke,,,
Jawabun ki talash mein kho jaati hoon,,,
Na raasta pata hai na manzil ki koi khabar ,,,
Bus madhush sii tere tasawwur mein mubteela ho jaati hoon,,,
Aayina mein khud KO Teri nazrun se dekhti hoon,,,
Khud KO Teri Pasand se aaj kal sawanra Karti hoon,,,
Mujh KO khabar Nahi is kafiyat ki lekin,,,
Bus ishq mein tere jogan ban jaati hoon,,,
Aur mere Urdu readers ki farmayish par is Ka URDU translation version,,,,
رومانٹک غزال (جب بھی)
جب بھی تم سی بات کرتی ہوں ،
تیرے خیالون میں علاجہ کے رہ جاتی ہوں ،
تیری الجھے ہوو صالون کے ،،،
جوابون کی طلسم میں کھو جاتی ہوں ،،،
نا راستا پاٹا ہے نہ منزل کی کوئی خبر ،،،
بس مدھوش سی تیری تساوور میں میرے ساتھ ہو جاٹی ہوں ،،،
Hello everyone Urdu poetry readers and my lovely frdzzzz welcome to "SAMEENA'S URDU POETRY".���� this is my blog where can you find ,,,my name is sameena a dargaand this blogto Urdu poetry,s like Urdu shyri,Urdu rumantic gazal,s Urdu sad poetry, urdu motivational poetry,Urdu heart teaching gazal,s ,Urdu nazam and many more,,
I am Urdu poetry and sort story writer ,,
My email id is sameenadarga786@gmail.com ..
0 Comments
Plzz leave a comment and any suggestions