and hello everyone and welcome to SAMEENA,s Urdu poetry,,,
Jahaan aap sab KO Urdu poetry ki har emotions se hum ru baru karwate Hain ,,,Jaise ke
shayri,
Rumantic shayri,
Love shayri,
Broken heart shayri 💔,
Dard bhari shayri 💘
Motivational shayri ✍️
Emotional shayri 😭
MAA ki duwa wali shayri,,
Aankhein Shayari,,
Duwa shayri,,
Dil ki Shayri,,
Alone shayri,,
Hurt shayri,,
Feeling shayri,,
Freindship shayri,,
Inspirational shayri,,
Nafrat shayri,,
Sad shyri,,
Mhobbat wali shayri,,
Hindi shayri,,
Shayri in English,,
Jise aap sab log bahut mahobbat dete Hain ,,,jis ke ley main aap ki bahut maskur aur mamnu hoon aur umeed Karti hoon ke aap sab Yun hi mere blog shayri ko Pasand karte rehenge ,,,
Ab chalte Hain MERI nayi Gazal (GAR LOG ) ye ek social thought hai Mera Jo aaj kal main Apne aitraaf dekhati aur mahsus Kari hoon ,,,jise main ne lufzun mein piroya hai ,,,aur aaj aap sab ke Saath Sher Kar rahi hoon aur umeed Karti hoon ke aap sab KO ye zarur Pasand ayegi insha'Allah aur ek important Baat aap apni raiy MERI gazal (GAR LOG) ke baare mein comments box mein dena na bhulen is se mujhe motivation milti hai ke main apni galtiyun KO sudhar Kar aur Accha likhne ki khushis Karti rah hoon,,,
Mujhe Kai Dino se Kuch readers ki tarf se request aa rahi hai ke unhe MERI gazal Urdu language mein BHI cheye tw main unki ye farmayish BHI is post ke Saath Pori Kar rahi hoon,,, I hope aap sab KO Pasand aye,,,,
Urdu gazal (gar log)
Gar log mujhe bura khete Hain tw kahene doo,,,
Aree chudhu unki batun KO jaane doo,,,
Duniya ne Kisi ko aaj tak Accha Kaha hai kya?
ye dastur e duniya hai isee aise hi rehne doo,,
Yahaan chalti hai tw bus paiyse walo ki,,,
Gareeb gar Marta hai tw Marne doo,,
Yahaan bikhta hai jhut akhbarun mein aksar,,
Hum sach ke likhne walo ko rehne doo,,
Tamasha Bana ke Rakh Diya hai insaniyat Ka,,,
Abye sacchi ke kisse kahaniya kitabun mein hi rehne doo,,)
گر لوگ مجھے برا کہتے ہیں تو کہنے دو
ارے چھوڑو انکی باتوں کو جانے دو
دنیا نے آج تک کسی کو اچھا کہا ہے کیا؟
یہ دستورِ دنیا ہے اِسے ایسے ہی رہنے دو
یہاں چلتی ہے تو بس پیسے والوں کی
غریب گر مرتا ہے تو مرنے دو
یہاں بکتا ہے جھوٹ اخباروں میں
ہم سچ کے لکھنے والوں کو رہنے دو
تماشہ بنا ک رکھ دیا ہے انسانیت کا
اب یہ سچائی ک قصّے کہانیاں کتابوں میں ہی رہنے دو
ثمینہ درگا(
And you can also read my blog poetry,,,https://sameena13.blogspot.com/2019/06/urdu-poetry-gazalmeri-souchun-mein-is.html
Hello everyone Urdu poetry readers and my lovely frdzzzz welcome to "SAMEENA'S URDU POETRY".���� this is my blog where can you find ,,,my name is sameena a dargaand this blogto Urdu poetry,s like Urdu shyri,Urdu rumantic gazal,s Urdu sad poetry, urdu motivational poetry,Urdu heart teaching gazal,s ,Urdu nazam and many more,,
I am Urdu poetry and sort story writer ,,
My email id is sameenadarga786@gmail.com ..
1 Comments
Wahhh
ReplyDeletePlzz leave a comment and any suggestions